Humane aapki yad me cigarate
jalai Magar kambhakat dhooene bhi teri tasveer banayi. |
Woh Kehte Hain Mat Piyo
Itna , Behosh Ho Jaoge Kaun Unhe Samjhaaye, Hum To Pee Ke Hosh Mein Aate Hain. |
Ladkiyaan sunder hain Aur lonely hain |
Phool kihlte hai, baharo ka shama hota hai, aaisa mousum mien hi tho pyar jawan hota hai, hoto se jho keheni thi baat, who baat aakon se bhi bayan hota hai |
Manoj named Kapil, Paaji was very brave Manoj named Kapil, Paaji was very brave palmolive da jawab nahi boy he had a close shave! |
Har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa from VT to churchgate from Dadar to Kalva |
Aaj ka kam kal kar pyare kalka
parso Itne bhe kya jalde hai jab jena hai barso |
Khake Chywanprash budhi ka gyaan
payega Khake Chywanprash budhi ka gyaan payega Kabhi na Kabhi mera number ayega! |
Phool ko chua to kata chubh gaya, Ladki ko chua to chatta lagg gaya |
Tu nahi sari duniya ki nazar mujh se
khafa hai, Tu nahi sari duniya ki nazar mujhe se khafa hai, jab naseeb mein pyaar nahi kaise kahu koi bewafa hai. |
Pyar ke sitaare jab gardish mein hote
hai Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai |
Badli hai duniya , kuchch mein bhi
badal gaya hoon Pahle trainee tha ab S/W Engr ho gaya hoon |
Aam hai Khatte, Angoor hai Meethe, Shayri sunnewale hai ULLU KE PATTHE. |
Chidiya [sparrow] chu chu karti hai
dane khane ke liye Ladkiyan fashion karti hain ladkon ko dikhane ke liye |
Apple kante hai knife se,juice pite hai
pipe se, haha kya zamana kya gayahai, joote khate hai wife se |
Jab ho meri maut to mat aana meri
aarthi ke pitche who mere pyaar ke tohin hogi me chaar ke kandthe par hunga aur tum paidal ho gi. |
Khud ko kar buland itnaa Ke' Himaalay
ki choti pe jaa pahunche aur khuda tumse puche 'Abe sale gadhe, ab utrega kaise ?' |
Bewafa sanam se to cigrattee achi
hai, Bewafa sanam se to cigrattee achi hai, Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai |
Tumne kaha tha aaoge tum mere khwab
mein, Tumne kaha tha aaoge tum mere khwab mein, Mein zindagi bhar sotaa raha issi intezaar mein!!!!! |
Mudkar jara idhar bhi dekh zalim ki
tammna hum bhi rakhte hai husn tere pas hai to kya hua, jigar hum bhi rakhte hai. |
Honthon se nahi, aankhon se nahi, likh
kar to muqaabil kijiyen, maante ho jinhe tum apna, uunhe kuch to khabar hone dijiyen. |
Id ke din aap khadi na hona chhat
par Id ke din aap khadi na hona chhat par kahi log roza na tod de aapko chand samaj kar. |
Ab Humari mohabbat ka ek hi Anjaam Baki
Hai, Ab Humari mohabbat ka ek hi Anjaam Baki Hai, Tumhare Naam ke aage,Humare Naam Jodna Baki Hai. |
Tum Jab Safed rang ke kapde pehenti ho
to bilkul ambulance lagti ho, Fark Sirf itna hai Ambulance Ghaayalo ko le jaati hai tum hamen Ghaayal karke chali jaati ho. |
Dil me yadoo ki tarah, Akoh me ahasu ki
tarah tum mere paas ho, phool me khusbu ki tarah. |
Raste Main Gire Hain Phool, Uthata Hai
Koi Koi Muhabbat Karte Hain Sabhi, Nibhata Hai Koi Koi. |
Pyar ka pehla khat likhne mein, wakht
to lagta hain Naye parindo ko uudne mein, wakht to lagta hain Jism ki baat nahi hain, uunke dil tak jaana hain lambi doori tai karne mein, wakht to lagta hain. |
Kaate Nahi Katate Hain Lamhe Intezar
Ke Nazare Jamaaye Bethe Hain Raste Pe Yaar Ke Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husn Yaar Ke Laaya Hain Kaun Inko Phalak Se Utaar Ke. |
Samundar ke toofan se to nikal
gaya, par teri aankhon ka dariya par na kar saka. |
Project extend ho gaya to kya ho jaata
hai? Are Tankha milti hai aur time pass hota hai. |
Unki zulfoon pe pyaar aaya Paas ja kar dekha tu sardar paya |
Aur bhi bahut si cheezain lut chu-ki
hai dil ke saath Ye bataya doostoon ne ishq furmane ke baad Is liye kamray ki ek ek cheez "check" karta hoon main "Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad" |
Humne bhi pyar kiya tha jindgi
main,badi joshh ke sath! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,badi shhor ke sath! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath ! Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath ! |
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti
tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak [Audience: Are bhai, aage bhi to bolo] |
Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam
khayi hai Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai |
Prabhakar ki kahani Wonder ki baat hain Prabhakar ki kahani Wonder ki baat hain Sach kya hain yeh to andar ki baat hain |
Jaana tha cheen pahunch gaye
japan Jaana tha cheen pahunch gaye japan Juhi,shahrukh,tabu aur salman. |
Safed hain kurta,safed hain
payjama Safed hain kurta,safed hain payjama Safed hain kurta,safed hain payjama Alpha,beta,theta,gamma. |
Main tere pyar mein paagal hua
chhaliye Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye, Iodex maliye kaam pe chaliye |
Tum har raat mere khwabon mein
aao, Tum har raat mujhe yuunhi satao, Melody khao khud jaan jao... |
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne
mujhe pita Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita Tan ki shakti, man ki shakti, Bournvita (Chorus: Aha-aha...) |
Aur, ant mein Ghalib ke liye ek
sher: Kyon apni kabar khud-hi khod raha hai Galib..... Kyon apni kabar khud-hi khod raha hai Galib..... La, phawda mujhe de.(Wah Wah) |
Dharti, taarey, pahaad, pathar Dharti, taarey, pahaad, pathar....... Ekhathar, bahathar, chauhathar ! ( trihathar is on leave ) |
Aaj aasmaan mein taare aise chamak
rahae hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahae hain........ Bilkul jaise kal chamak rahae thae...(wah wah) |
Asmaan mein ud rahae hai kabootar Aasmaan mein ud rahae hai kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter |
Dooor se dekha to kuchh dikha
nahi..... Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi |
Dooor se dekha to Patthhar dikhta
tha..... Dooor se dekha... to Patthharr dikhtaa thaa..... Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa... |
Dooor se dekha to paani baras raha
tha Dooor se dekha to paani baras raha tha Paas gaya... to bheeg gaya... |
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon
main doob jaoon Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main doob jaoon Splaaaasssssh!!!!!!! ! |
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai? |
Draupadi ka vastraharan dushasan ko pada bhari Draupadi ka vastraharan dushasan ko pada bhari Saari Mein Saari Parag Saari! |
Jee chahata hei kee tere nazuk honthon
ko choom lu Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu Magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya |
Kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke
daag hote..... Kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote..... Chand to tu hai hi ...sitaare bhee saaath hote !!! |
Agar tuj mein himmat hai To kutub
minaar ko hila kar dikha, Aur agar nahin, to mere paas beth, Do ghoont maar, Kutub minar ko hilta hua dekh. |
Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehte
Hain, Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain, Biwi Se Jo Darre, Usse Shohar Kehte Hain. |
Jise dil diya woh delhi chali
gayi.. Jise pyar kiya woh italy chali gayi... Dil ne kaha khud kushi kar le zalim... Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi... |
Suna hay, kal ik sas ko bahoo nay peet
diya To is khabar pay yeh hungama Char soo kya hay Shohar say larnay jhagarnay kay hum nahin qaabil Jo saas hee ko na thonkay woh bahoo kya hay. |
Mujhe phir wahi yaad aane lage
hain mujhe phir wahi yaad aane lage hai mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai?? |
Ladka bola : kash in hasinao ke baap mar jate, kash in hasinao ke baap mar jate, bahana gham ka hota, hum inke ghar to aate. Ladki boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga. |
Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi. Ladka bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga, Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga, Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga. |
Gum woh cheez hai ... Wah ! Kya dard hai ! Gum woh cheez hai ... jisse paper chipkaya jaata hai |
Yeh teri aankhen hain ya gehari
jheel Yeh teri aankhen hain ya gehari jheel Big Deal ! Big deal ! |
Before Marrige takdir hai magar kismat nahi khulti tajmahal banana chahata hoon lekin mumtaz nahi milti After Marriage takdir hai magar kismat nahi khulti tajmahal banana chahata hoon lekin mumtaz nahi marti |
Finally heres one in english ... Birdy, birdy in the sky Why you poo poo in my eye I didn't sigh, i didn't cry Thank God, Cow's don't fly ! |
Airlines " Books " Business " Cars " Colleges " Computers & Internet " Cooking " Education " Entertainment " Games " Government " Health " Jobs " Newspapers " Politics " Religion " Science Fiction " Search Engines " Sports " Travel
Jokes " Shayari's " Short Story Jokes "